Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Waheeda Rehman
Home Waheeda Rehman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye kya manzilein kya karwaan baahon mein teri hai saara jahaan aa jaane jaan chal dein wahaan milte jahaan hai zamin aasmaan manzil se the kahin door hum aaj nikal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye aaya mazaa laaya nasha tere labon ki bahaaron ka rang mausam jawaan saathi haseen uf ye nazar ke ishaaron ka rang jitne bhi rang the sab teri aankhon mein dhal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa aa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa aa haa
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm tum pukaar lo tumhaara intezaar hai tum pukaar lo khaab chun rahi hai raat beqaraar hai tumhaara intezaar hai tum pukaar lo honth pe liye huye dil ki baat hum jaagte rahenge aur kitni raat hum honth pe liye huye dil ki baat hum jaagte rahenge aur kitni raat hum mukhtsir si baat hai tumse pyaar hai tumhaara intezaar hai tum pukaar lo dil bahel to jaayega iss khayaal se haal mil gaya tumhaara apne haal se dil bahel to jaayega iss khayaal se haal mil gaya tumhaara apne haal se raat ye qaraar ki beqaraar hai tumhaara intezaar hai
tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak yahaan har kadam par nayi dilkashi hai kahaan tak tumhaara bharosa karun main yahaan har kadam par nayi dilkashi hai kahaan tak tumhaara bharosa karun main duaa hai ke benoor ho jaaye aankhen kisi aur ki jo tamanna karun main tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa salaamat hai jab tak ye zulfon ke saaye to phir kis ko jannat ka armaan hoga salaamat hai jab tak ye zulfon ke saaye to phir kis ko jannat ka armaan hoga
wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein
ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye rang roop ka chaman ye husnon ishq ka watan yahi to wo mukaam hai jahaan awadh ki shaam hai jawaan jawaan haseen haseen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen shabaab o sher ka ye ghar ye ehle ilam ka nagar hai manzilon ke god mein yahaan har ek rehguzar ye shehar lalazaar hai jahaan dilon mein pyaar hai jidhar nazar uthayiye bahaar hi bahaar hai kali kali hai naaznin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaa ki sab rawaayaten adab ki shahkaar hai ameer ehle dil yahaan gareeb jaan nisaar hain har ek shaakh par yahaan hai bulbulon ke chah chahe gali gali mein zindagi kadam kadam pe kehkahe har ek nazaara dil nashin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaan ke dost bawafaa muhabbaton se aashnaa kisi ke ho gaye agar rahe usi ke umra bhar nibhayi apni aan bhi badhayi dil ki shan bhi hai aisa meharban bhi
aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa hooooo ooooo ooooo oooooo hooooo ooooo ooooo hooooooo ooooo oooo ooooo ooooo ooooo hoooooo ooooooo oooooo oooo oooo oooo ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai ijaazat ho to mere sarkaar main pehlun mein aa jaaun ijaazat ho to mere dildaar ke dil mein samaan jaaun haaannn haaan haaann haaaan haaaan haaan haaan haaan haan ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai sharm ko chhod do mere jaana gale se
ye mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi ye mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi ye mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi jo dhadhkan kisi ki ruke tum ruko naa ye mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi tara toote koi agar ambar khali na hoga tara toote koi agar ambar khali na hoga roshan apni raat karo socho na tum kab kya hoga ye ghar kyu kisi ka jala hai na puchho tum mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi apni uljhan kya kam hai auron ka ghum koi kya baante apni uljhan kya kam hai auron ka ghum koi kya baante kaliyan kaliyan chunlo tum rehne do gulshan mein kaante jo ho chaakta mann kisi ka na dekho tum mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi jo dhadkan kisi ki ruke tum ruko naa mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi ye mehfil
yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai suna hoga aapne kissa ye chaupal mein ek raaja phans gaya tha ik pari ke jaal mein suna hoga aapne kissa ye chaupal mein ek raaja phans gaya tha ik pari ke jaal mein wo pari aayi hai phir naye jalwe liye are dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai shaayaron ka ye kahaan hoga tumein yaad bhi bholi bhaali surat waale hote hein jallad bhi shaayaron ka ye kahaan hoga tumein yaad bhi bholi bhaali surat waale hote hein jallad bhi seene mein dil nahin phirte hain patthar liye are dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai haan wahi jinke liye jaan di farhaad ne jungal jungal rota tha majnoo bhi jinki yaad mein haan wahi jinke liye jaan di farhaad ne jungal jungal rota tha majnoo bhi jinki yaad
zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji maza jab hai tumhaari har ada qaatil hi kehlaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji zamaana hai tumhara zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo tumhari is sharaarat se na jaane kiski maut aaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji ye bholapan tumhara ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki nazar bhar ke jisse tum dekh lo wo khud hi mar jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji bahaaron par karo gussa ulajhti hain jo aankhon se hawaaon par
zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop beeti huyi raaton ki baaton ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye chaandni aye chaandni chaandani tere hain do roop toote huye sapnon ki apnon ki chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aadmi aye aadmi aadmi tere hain do roop dukh sukh ke jhoolon ki phoolon ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop chhaayaa wo jo ban gayi dhoop koi bhooli huyi baat mujhe yaad aayi hai khushi bhi tu laayi thi ye aansoo bhi tu laayi hai dillagi aye dillagi dillagi tere hain do roop kaise kaise waadon ki yaadon ki tu chhaayaa chhaayaa wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Jo Huye Mere Humsafar 12 O'clock (1958) 03:46 11897
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:46   Song Number : 11897   

Tum Pukaar Lo Tumhaara Intezaar Hai Khamoshi (1969) 03:48 21366
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Waheeda Rehman
Duration : 03:48   Song Number : 21366   

Tumhen Main Agar Apna Saathi Shatranj (1969) 04:50 15667
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:50   Song Number : 15667   

Wo Zindagi Jo Thi Ab Tak Neel Kamal (1968) 05:14 13866
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:14   Song Number : 13866   

Ye Lucknow Ki Sar Zameen Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:26 12972
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:26   Song Number : 12972   

Ye Mausam Bheega Dharti (1970) 04:08 21449
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:08   Song Number : 21449   

Ye Mehfil Yun Hi Sajegi Aaj Ki Radha (1973) 04:19 32547
 
Poster of Aaj Ki Radha (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:19   Song Number : 32547   

Yehi To Hai Wo Solva Saal (1958) 04:14 14272
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 04:14   Song Number : 14272   

Zara Nazron Se Keh Do Bees Saal Baad (1962) 04:10 21492
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Duration : 04:10   Song Number : 21492   

Zindagi Ae Zindagi Zindagi Zindagi (1972) 04:20 32167
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:20   Song Number : 32167   
Karaoke Songs of Waheeda Rehman, Sad Songs of Waheeda Rehman, Love Songs of Waheeda Rehman, Dance Songs of Waheeda Rehman, Hip-hop songs of Waheeda Rehman, Best songs of Waheeda Rehman, Super hit songs of Waheeda Rehman, hit songs of Waheeda Rehman, duet songs of Waheeda Rehman, solo songs of Waheeda Rehman, old songs of Waheeda Rehman, famous songs of Waheeda Rehman, Hindi Karaoke Songs of Waheeda Rehman, Hindi Sad Songs of Waheeda Rehman, Hindi Love Songs of Waheeda Rehman, Hindi Dance Songs of Waheeda Rehman, Hindi Hip-hop songs of Waheeda Rehman, best Hindi songs of Waheeda Rehman, super hit Hindi songs of Waheeda Rehman, hit Hindi songs of Waheeda Rehman, duet Hindi songs of Waheeda Rehman, solo Hindi songs of Waheeda Rehman, old Hindi songs of Waheeda Rehman, famous Hindi songs of Waheeda Rehman, Sing Along Songs of Waheeda Rehman, Sing Along Sad Songs of Waheeda Rehman, Sing Along Love Songs of Waheeda Rehman, Sing Along Dance Songs of Waheeda Rehman, Sing Along Hip-hop songs of Waheeda Rehman, Sing Along Best songs of Waheeda Rehman, Sing Along Super hit songs of Waheeda Rehman, Sing Along hit songs of Waheeda Rehman, Sing Along duet songs of Waheeda Rehman, Sing Along solo songs of Waheeda Rehman, Sing Along old songs of Waheeda Rehman, Sing Along famous songs of Waheeda Rehman